
Tameer-e-Millat School, Sammana me ek aisa school hai jahan education sirf kitaabon se nahi… Balki zindagi se seekhai jati hai ✨
Yahan har student ko:
★ Self-confidence ★ Discipline ★ Character ★ Creativity skills ke sath groom kiya jata hai — taake kal ka Pakistan strong ho💪🇵🇰
Our Story – Hamari Pehchaan
“Education for Every Child — with Respect, Love & Excellence.”
Sammana ke parents ko hamesha se ek behtareen school ki zarurat thi…
Aur Tameer-e-Millat ne woh kami puri
School ki bunyad 2007 me rakhi gayi thi.
Our Goal – Humara Maqsad
Har student me Allah ne jo talent diya hai,
Us talent ko find, polish aur future me shine karwana hamara aim hai ✨
Hum har bachay ko yeh sikhatein hain:
“Tum apni zindagi ke hero ho!
What do we do differently?
✔ Achhey teachers jo students par special focus rakhte hain
✔ Modern teaching methods (Punjab Board syllabus ke sath)
✔ Islamic values + Moral education
Healthy and safe learning environment
✔ Monthly student performance reports
✔ Strong parent-teacher communication
❤️ Parents ka Trust – Hamari power
Hume sabse zayada khushi is baat ki hoti hai ke parents hume apna trust dete hain…
aur hum har roz is trust ko justify karte hain For us, every student is our responsibility and our family too ❤️ Bright Future Under One Roof Tameer-e-Millat School me students: Seekhte hain sochna Seekhte hain jeetna Seekhte hain zindagi me kuch ban kar dikhana Yehi hamara wada hai! ✨

Bright future for young talent
Best school for students
Best school for students to get good education
قسمت نوح بشر تبدیل ہوتی ہے یہاں
اک مقدس فرض کی تکمیل ہوتی ہے یہاں
Sadia Afzal
Bahtreen parhai
high qualified teachers
Hello
School is now video
G han school to bahat acha hai aur main bhi yahan par parhta hon class Pre 9 15 ko mera pehla exam hai is liye sab dua karo ky main pass ho jao Bolo saray
AMEEN
G han school to bahat acha hai aur main bhi yahan par parhta hon class Pre 9 15 ko mera pehla exam hai is liye sab dua karo ky main pass ho jao Bolo saray
AMEEN
Han g main isi school ki tarah acha hon ap kesay hai
G han ye school bohat acha hai main bhi isi school ki tarah acha hon kyun ky main isi school main parhta hon g shukria
Meray exam hai so please dua karo main pass ho jao saray bolo
AMEEN